हिंदी शायरी : ना छुपाया करो तुम इस चेहरे को क्योंकि हम इसे देख के ही जिया करते हैं।



1. काश यह जालिम जुदाई न होती,
ऐ खुदा तूने यह चीज़ बनायीं न होती,
न हम उनसे मिलते न प्यार होता,
ज़िन्दगी जो अपनी थी वो परायी न होती।
2020 hindi sad Shayri
2. कई चेहरे लेकर लोग यहाँ जिया करते हैं ,
हम तो बस एक ही चेहरे से प्यार करते हैं ,
ना छुपाया करो तुम इस चेहरे को,
क्योंकि हम इसे देख के ही जिया करते हैं।
2020 hindi sad Shayri
3. तेरे इंतजार में कब से उदास बैठे हैं,
तेरे दीदार में आँखे बिछाये बैठे हैं,
तू एक नज़र हम को देख ले बस,
इस आस में कब से बेकरार बैठे हैं।
2020 hindi sad Shayri
4. हाल अपने दिल का, मैं तुम्हें सुना नहीं पाती हूँ,
जो सोचती रहती हूँ हरपल, होंठो तक ला नहीं पाती हूँ,
बेशक बहुत मोहब्बत है, तुम्हारे लिए मेरे इस दिल में,
पर पता नहीं क्यों तुमको, फिर भी मैं बता नहीं पाती हूँ।
2020 hindi sad Shayri
5. ये दिल न जाने क्या कर बैठा,
मुझसे बिना पूछे ही फैसला कर बैठा,
इस ज़मीन पर टूटा सितारा भी नहीं गिरता,
और ये पागल चाँद से मोहब्बत कर बैठा।

हिंदी शायरी : जिसको आज हमारे में हजारों गलतियां नजर आती हैं



1. पाने के लिए कुछ खोना पड़ता है कभी फुर्सत मिले,
तो मुझे बताना ना मुझे खोकर तुमने ऐसा क्या पा लिया।
2. क्या बात है बड़े चुप चाप से बैठे हो कोई बात,
दिल पर लगी है या कहीं दिल लगा बैठे हो।
2020 new Hindi Shayari
3. कभी किसी से जिक्र ए जुदाई मत करना मगर इस दिल से कभी रुसवाई मत करना,
जब दिल भर जाए तो मुझे बता देना ना बता कर मेरी जान मुझसे बेवफाई मत करना।
को2020 new Hindi Shayari
4. जिसको आज हमारे में हजारों गलतियां नजर आती हैं,
उसने कभी कहा था जैसे भी हो सिर्फ तुम हमारे हो।
5. जाओ ढूंढ लो हमसे भी ज्यादा चाहने वाला,
मिल जाए तो खुश रहना वरना हम तो तुम्हारे ही हैं।
2020 new Hindi Shayari
6. हर शाम कह जाती है एक कहानी,
हर सुबह ले आती है एक नई कहानी,
रास्ते तो बदलते है हर दिन लेकिन,
मंजिल रह जाती है वही पुरानी।
2020 new Hindi Shayari
7. जुदा होना इतना आसान होता,
तो जिस्म से रूह को लेने कभी फरिश्ते नही आते।
8. वो कागज का पन्ना आज भी तेरी खुशबू से महक रहा हैँ,
जिस पर कभी तुमने मजाक मे I Love You लिखा था।

Hindi Shayari : Kuch To Baat Hai Tujhme Jo Tujhe Yaad Krne Ko Ji Chahta Hai



1. Kuch To Baat Hai Tujhme Jo Tujhe Yaad Krne Ko Ji Chahta Hai,
Kuch Khas Hai Jo Tujhe Bahon Me Bharne Ko Ji Chahta Hai,
Hum Tere Kareeb Hai Ya Nhi Ye Jante Nhi Hai Magar Dilbar,
Fir Bhi Mohabbat Mein Hadd Se Guzarne Ko Ji Chahta Hain.
Hindi love story
2. Wo nadaan hai baatein samajhte nahi,
Yeh din yeh raatein samjahte nahi,
Main paas bhi jaun to darr jaate hain,
Main dard nahi dawa hun samajhte nahi.
Hindi love story
3. Ishq Tujhse Karti Hoon Main Zindagi Se Zyada,
Main Darti Nahi Maut Se Teri Judaai Se Zyada,
Chahe To Azmale Mujhe Kisi Aur Se Zyada,
Meri Zindagi Mein Kuch Nahi Teri Mohabbat Se Zyada.
Hindi love story
4. Meri Har Nazar Mein Basi Hai Tu,
Meri Har Qalam Pe Likhi Hai Tu,
Tujhe Soch Loon To Ghazal Meri,
Na Likh Sakun To Wo Khayal Hai Tu.
Hindi love story
5. Dil se roye magar honto se muskura beithe,
yunhi hum kisi se wafa nibha beithe,
wo hame ek lamha na de paye apne pyar ka,
aur hum unke liye apni zindagi gawa beithe.

Hindi Shayari : Tujhe Chaahne Ki Khata Bar Bar Nahi Karti



1. Jo Kuch Bhi Mila Hai Usi Me Khush Hu,
Mai Tere Liye Khuda Se Takraar Nahi Karti,
Par Kuch To Baat Hai Teri Fitrat Me Zaalim,
Warna Tujhe Chaahne Ki Khata Bar Bar Nahi Karti.
Pyar Ishq shayri
2. JAB SE DEKHA HAI TERI AANKHON MEIN JHANK KAR,
KOI BHI AAYINA ACCHA NAHI LAGTA,
TERI MOHABBAT MEIN AISE HUWE HAI DIWANE,
TUMHE KOI AUR DEKHE ACCHA NAHI LAGTA.
Pyar Ishq shayri
3. Ishq Tujhse Karti Hoon Main Zindagi Se Zyada,
Main Darti Nahi Maut Se Teri Judaai Se Zyada,
Chahe To Azmale Mujhe Kisi Aur Se Zyada,
Meri Zindagi Mein Kuch Nahi Teri Mohabbat Se Zyada.
Pyar Ishq shayri
4. mujhe jaan kar anjaan banna accha lagta hai,
unko apne liye pareshan karna accha lagta hai,
mujhe woh karte rahe apne piyaar ka iqrar,
nadan bankar baar baar sunna accha lagta hai.
Pyar Ishq shayri
5. Udass Mat Hona Hum Aapke sath Hai,
Nazar Se Door Hai Par Dil Ke Pass Hai,
Palko ko Band Karke Dil Se Yaad Karna,
Hum Humesha Aaapke Ke Liye Ehass Hai.

Hindi Shayari : Bus mushkil hota hai kuch logo ko bhul Pana



1. Humse pucho kya hota hai pal pal bitana,
Bahut mushkil hota hai dil ko samjana,
Yaar zindagi toh beet jayegi,
Bus mushkil hota hai kuch logo ko bhul pana.
Hindi Shayari in English
2. Chahat Hui Kisi Se Toh Fir Be-Inteha Hui,
Chaha Toh Chahaton Ki Hadd Se Gujar Gaye,
HumNe Khuda Se Kuchh Bhi Na Manga Magar Usey,
Manga Toh Siskiyon Ki Bhi Hadd Se Gujar Gaye.
Hindi Shayari in English
3. Har ek manzar pr udasi chhayi hai, Chand ki roshni me v kami aayi hai, Akale achhe the hm apne aashiane me, Jane Q toot kr aaj fir apki yaad aayi hai.
Hindi Shayari in English
Din Raat Hum Har Kaam Likh Lete Hain,
Teri Yaad Me Gujri Har Shaam Likh Lete Hain,
Tujhe Dekhe Bina Ek Pal Bhi Kat-Ta Nahi,
Akele Me Hatheli Pe Tera Naam Likh Lete Hain.
Hindi Shayari in English
5. Ishq sabhi ko jena sikha deta hai,
wafa ke naam par marna sikha deta hai,
ishq nahi kiya to karke dekho,
zalim har dard sehna sikha deta hai.

Hindi Shayari : KHUD KO MERI JAAN ITNA UDAAS NA RAKHA KAR



1. HONTON PE ITNI PIYAAS NA RAKHA KAR,
KHUWAHISHON KO BE-LIBAAS NA RAKHA KAR,
MEIN JO HUN TUMHARA BUJH UTHANE K LIYE,
KHUD KO MERI JAAN ITNA UDAAS NA RAKHA KAR.
Best hindi shayri
2. Din hua hai to raat bhi hogi,
Ho mat udas kabhi to baat bhi hogi.
Itne pyar se dosti ki hai,
jindagi rahi to mulaqat bhi hogi.
Best hindi shayri
3. Mil jati hai kitno ko khushi,
Mit jate hain kitno ke gum,
Message isliye bhejte hai hum,
Taki na milne se bhi apni dosti na ho kam.
Best hindi shayri
4. Mausam ki nazakat hai, Hasraton ne pukara hai, Kaise kahen ke kitna miss karte hain, Yeh sms usi yaad ka ek ishara hai.
Best hindi shayri
5. Agar tum us waqt muskurate ho, jis waqt tum pooori trh se toot chuke ho, to yakeen mano to tumhe duniya me koi nhi tod sakta hai.

Hindi Shayari : Meri Pahli Khoj Or Aakhiri Talash Hai Wo



1. Khamosh Muhabbat Ka Ehsaas Hai Wo,
Mere Khwahish Mere Jajbat Hai Wo,
Aksar Ye Khyal Kyu Aata Hai Dil Mai,
Meri Pahli Khoj Or Aakhiri Talash Hai Wo.
Mohabbat Shayari
2. Mujhe Udas dekh kar usne kaha Mere, hote huye tumhe koi Dukh nahi de sakta, phir kuch aisa hi hua Baad mein jitne bhi Dukh mile sab Ussi ne diye.
Mohabbat Shayari
3. Agar Thak Jaao Kabhi Toh Humse Kahna,
Hum Utha Lenge Tumko Apni Baahon Mein,
Aap Ek Baar Pyar Karke Toh Dekho Humse,
Hum Khusiyan Bichha Denge Aapki Raahon Mein.
Mohabbat Shayari
4. Naseeb mera Q mujse khafa ho jata h, Apna jisko B mano bewafa ho jata h,
Q na ho shikayat meri nazro ko raat se, Sapna pura hota nhi or sawera ho jata hai.
Mohabbat Shayari
5. Har ek manzar pr udasi chhayi hai, Chand ki roshni me v kami aayi hai,
Akale achhe the hm apne aashiane me,
Jane Q toot kr aaj fir apki yaad aayi hai.