Hindi Shayari : Zaroorat Se Jyada Waqt Or Izzat Dene Se Log Badal Jate Hai
हर पल साथ निभाने का वादा है आपसे,
कभी ये मत समझना हम आपको भूल जायेंगे,
जिंदगी भर साथ चलने का वादा है आपसे।
2. नींद आँखों में कहाँ आती है,
मैंने ख्वाब ही इतने ऊँचें सजाये हैं,
कहाँ मिली हैं अभी खुशियाँ मुझे,
कितने ही पल तो मैंने संघर्ष में बिताये हैं।
3. Arrj Manjur Kar Lena Koi Bahana Na Hoga,
Meri Khusiyo Ki Kasam Meri Jaan Aapko Aana Hoga.
4. चंद्रयान भी मेरे माहबूब की तरह ही निकला,
दहलीज तक आया और फिर बहक गया।
5. Waqt se jyada zindagi mein,
koi bhi apna aur paraya nahi hota,
Agar waqt apna hai to sabhi apne hote hai,
Aur agar waqt hi paraya ho to,
apne bhi paraye ho jate hain.
6. Bahot Hai Husn is Dil Ko Bahelane Ke Liye,
Pyar Kar Lo Apne Dil Ko Dukhane Ke Liye,
Chahe Bhale Hi Karlo Kisi Ke Dard Se Vaasta,
Ek Pyara Sa Dost Rakhna Sab Dard Ko Bhulane Ke Liye.
Hindi Shayari : Jinki Aankho me choti choti bato pr aanshu aa jate hai
Jo Chhod Gaya Humko Majhdar Mein,
Woh Kya Karega Kadar Kisi Ke Pyar Ki,
Jisne Tukde Kiye Dil Ke Pahli Baar Mein.
2. Jaisa Karoge Aap Vaisa Hi Paaoge Sada,
Aaj Sabke Hoton Par Yeh Sachhayi Mili,
Magar Kaise Maan Lun Main Is Baat Ko Sach,
Mujhko Toh Wafa Ke Badle Bewafayi Mili.
3. Hum Samajhate The Bhool Chuke Hain Unko,
Fir Yeh Kis Baat Par Aaj Rona Aaya,
Unhone Hamare Saath Ki Kyu Bewafayi,
Lagta Hai Hamein Is Baat Par Rona Aaya.
4. Woh De Denge Humko Daga Kabhi Na Kabhi,
Yeh Dil Hamara Humko Bata Chuka Tha,
Magar Kya Karta Main Bhi Yaaro,
Dil Iska Us Bewafa Pe Aa Chuka Tha.
5. Shyro Ki Mefil Me Bat Chali Ek Diwane Ki,
Din-rat Jalne Wale Ek Parwane Ki,
Mene Socha Kaun Hoga Yeh Sirfira,
Dekha Toh Ungali Meri Tarf Thi Sare Jamane Ki.
Hindi Shayari : Mene Saal bhar Logo Ko Apni Bato Se Badalte Dekha Hai
Bas Yahi Wajah Bani Zndgi Barbad Karne Ki.
2. Ji Bhar Kar Zulm Kar Le Zaalim,
Kya Pata Meri Jaisi Koi Bezuban Tujhe Fir Mile Na Mile.
3. Hamare Dil Par Khanjar Bhi Unhi Hathon Ne Chalaya,
Jinke Naam Ki Mehndi Rachane Ke Khwaab Hum Subah Shaam Dekhte Thay.
4. Jao Ijazat Dete Hai Jo Marzi Aaye Karo.
Par Ak Baat Yaad Rakhna Bahut Rote Hai, Bad Me Is Tarha Dil Todne Vale.
5. Lagti Hai Jin Ke Dil Par Wo Aankhon Se Nahi Rote,
Jo Apno Ke Hi Na Ho Paye Wo Kisi Ke Nahi Hote.
6. Kisi Ko Hadd Se Jayada Pyar Na Karna Zamane Me,
Guzar Jati Hai Puri Umar Us Zaalim Ko
Bhulane Me.
7. Hum To Bichdre Thay Sanam Tumko Apna Ehsaas Dilane Ke Liye,
Magar Tumne To Kahi Aur Hi Dil Laga Liya.
8. Na Paa Saku Na Bhula Saku Tu Meri Majboori Sa Hai,
Tere Bina Ji Rahe Hain Aur Ji Bhi Lenge, Firbhi Tu Jaruri Sa Hai.
8. Aaj Bheegi Hai Palken Kisi Ki Yaad Me,
Aasman Bhi Simat Gaya Hai Apne Aap Me,
Oas Ki Boonde Aisi Giri Hai Zameen Pe,
Maano Chaand Bhi Roya Hai Mere Saath Me.
Hindi Shayari : Mohabbat Use Hi Subse Jyada Rulati Hai Jo Ise Sache Dil Se Nibhata Hai
Fir Us Gali Ki Taraf Hum Kadam Badhane Lage.
Jo Bhool Ki Thi Wohi Ab Dobara Karte Hain,
Ki Ab Fir Neend Me Tumko Pukara Karte Hain.
2. Ghazab Ka Pyaar Tha Uski Udaas Aankhon Main,
Gumaan Tak Na Hua Ki Wo Bicharne Wala Hai.
3. Toot Hi Jaye To Behtar Hai Wo Bandhan,
Jin Me Ehsaas Nahi Hote Hai.
4. Jin Pattharo Ko Humne Di Thi Dharkane,
Unko Zuban Mili To Hum Par Hi Baras Pade
5. Na Jane Kyu Log Apna Bana Kar Saza Dete Hain,
Zindagi Cheen Kar Zndgi Ki Dua Dete
Hain.
6. Naam Na Lo Us Mohabbat Ka,
Mohabbat To Hum Bhi Kar Chuke Hain,
Log Kehte Hain Mohabbat Zindgi Hai,
Par Hum To Kab Ke Mar Chuke Hain.
7. Is Tarah Se Satane Ki Zaroorat Kyaa Thi,
Mere Dil Ko Jalane Ki Zaroorat Kyaa Thii,
Joo Nahi Thaa Ishq Keh Diyaa Hota,
Apni Aukaat Dikhane Ki Zaroorat Kyaa Thii.
Hindi Shayari : Jis Bat Pr Rona Aa Rha Ho Dusro Ke Samne Us Bat Pr Muskurana Hai
fir wo royega meri chahto ke liye.
2. Jaate jaate usne ye to keh diya ki apna khayal rakhna,
Par maano uski aankhe bar bar ye hi kh rahi thi ki ab mera khayal kon rakhega.
3. Dil Ke Dard Ko Chupana Kitna Muskil Hai,
Toot Ke Phir Muskurana Kitna Muskil Hai,
Door Tak Jab Chalo Kisi Ke Sath To Phir,
Tanha Laut Ke Aana Kitna Muskil Hai.
4. Mat puchh kaise gujre h din kaise beeti h raate,
Bahut tanha jiye h hum tujhse bichhudne ke baad,
5. Bahut bheed h is mohabbat ke sahar me,
Ek baar jo bichhud gaya wo dubara nahi milta.
6. Kitni Raaten Beet Gayi Kitne Din Beet Gaye,
Bas Beeta Nahi To Yaadon Ka Wo Pal Wo Guzra Hua Kal,
Beeta Nahi To Ankho Ki Nami Aur Aap Ki Kami.
7. Ek Jurm Hua Hai Hum Se Ek Yaar Bana Baithe Hain,
Kuch Apna Usko Samajh Kr Sab Raaz Bata Baithe Hain,
Phir Uski Pyar Ki Raah Main Dil O Jaan Gawa Baithe Hain,
Woh Yaad Bohat Aate Hain Jo Humko Bhula Baithe Hain.
Hindi Shayari : Chehra To Hamara Roj Dushman Bhi Dekhte Hai
Ek bewafa ke liye hume bhula rahi hai vo,
Logo ke taano se bachne ke liye Apna chehra chupa rahi hai vo,
Mita kar zindagi humari Nai duniya basa rahi hai vo.
2. Kyu Itne Kareeb Chale Aata Hai Koi,
Kyu Mohabbat Ka Ehsaas Dila Jatta Hai Koi,
Jab Adaat Ho Jatti Hai Dil Ko Uski,
To Kyu Tanha Chor Dur Chala Jatta Hai Koi.
3. Kyu Wo Log Utarte Hain Dil me,
Jinse Kabi Kismat Ke Sitaare Nahi Milte,
Pyar Ke Bhanwar Me Ye Keh Ke Chhod Diya,
Ki Kahbi Nadiyon Ke Dono Kinaare Nahi Milte.
4. ham unke yaad me aksar rote rahe,
bewfa wo nikli badnaam ham hote rahe,
Pyar mei madhosi ke aalam to dekhiye,
dhul chehre pe thi or ham aaina dhote rahe.
5. Rehna Chaahte The Saath Unke,
Par Iss Zamane Ne Rehne Na Diya,
Kabhi Waqt Ki Khamoshi Me Khamosh Rahe,
To Kabhi Unki Khamoshi Ne Kuch Kehne Na Diya.
Subscribe to:
Posts (Atom)
























