Hindi Shayari : Zaroorat Se Jyada Waqt Or Izzat Dene Se Log Badal Jate Hai
हर पल साथ निभाने का वादा है आपसे,
कभी ये मत समझना हम आपको भूल जायेंगे,
जिंदगी भर साथ चलने का वादा है आपसे।
2. नींद आँखों में कहाँ आती है,
मैंने ख्वाब ही इतने ऊँचें सजाये हैं,
कहाँ मिली हैं अभी खुशियाँ मुझे,
कितने ही पल तो मैंने संघर्ष में बिताये हैं।
3. Arrj Manjur Kar Lena Koi Bahana Na Hoga,
Meri Khusiyo Ki Kasam Meri Jaan Aapko Aana Hoga.
4. चंद्रयान भी मेरे माहबूब की तरह ही निकला,
दहलीज तक आया और फिर बहक गया।
5. Waqt se jyada zindagi mein,
koi bhi apna aur paraya nahi hota,
Agar waqt apna hai to sabhi apne hote hai,
Aur agar waqt hi paraya ho to,
apne bhi paraye ho jate hain.
6. Bahot Hai Husn is Dil Ko Bahelane Ke Liye,
Pyar Kar Lo Apne Dil Ko Dukhane Ke Liye,
Chahe Bhale Hi Karlo Kisi Ke Dard Se Vaasta,
Ek Pyara Sa Dost Rakhna Sab Dard Ko Bhulane Ke Liye.
Hindi Shayari : Jinki Aankho me choti choti bato pr aanshu aa jate hai
Jo Chhod Gaya Humko Majhdar Mein,
Woh Kya Karega Kadar Kisi Ke Pyar Ki,
Jisne Tukde Kiye Dil Ke Pahli Baar Mein.
2. Jaisa Karoge Aap Vaisa Hi Paaoge Sada,
Aaj Sabke Hoton Par Yeh Sachhayi Mili,
Magar Kaise Maan Lun Main Is Baat Ko Sach,
Mujhko Toh Wafa Ke Badle Bewafayi Mili.
3. Hum Samajhate The Bhool Chuke Hain Unko,
Fir Yeh Kis Baat Par Aaj Rona Aaya,
Unhone Hamare Saath Ki Kyu Bewafayi,
Lagta Hai Hamein Is Baat Par Rona Aaya.
4. Woh De Denge Humko Daga Kabhi Na Kabhi,
Yeh Dil Hamara Humko Bata Chuka Tha,
Magar Kya Karta Main Bhi Yaaro,
Dil Iska Us Bewafa Pe Aa Chuka Tha.
5. Shyro Ki Mefil Me Bat Chali Ek Diwane Ki,
Din-rat Jalne Wale Ek Parwane Ki,
Mene Socha Kaun Hoga Yeh Sirfira,
Dekha Toh Ungali Meri Tarf Thi Sare Jamane Ki.
Subscribe to:
Posts (Atom)












